Monday 12 October 2015

learn seo in hindi

Main seo

seo ek game hai jo google apne algothorim mai change kerta rahta hai .
agar koi link builder seo banana chata hai to ye uske liye bahut simple hai bus todi si knowledge honi chiye english ki or aap ek perfect seo ban sakte hai .
seo mai main onpage and offpage hota hai.
onpage ka matlap hai site ke ander ke metas or coding lagna. ya yu kahe ki site ke pages me work karna or usme changes karna. 
offpage mai bina sites ko touch kare us per kaam karna ,jese link building kerna directory submission etc..

SEO ke part

Seo ke main 2 part hote hai
1st part is onpage seo and second part is offpage seo


onpage seo:-
meta tag
title tag
heading
sitemap
ror
rss
image optimization
keyword optimization
code recoding
aate hai

offpage seo
link building
directory submission
article submission
social bookmarking
press release
blog creation ,blog postin ,blogging
forum posting

ek simple seo executive ko ye sab aani chiye or iske alava adsense or ppc work bhi aana chiye.

meta set kese lagate hai

sabse pehle meta me "title tag" lagate hai fir "description tag" or uske baad third no per "keyword tag" lagana hota hai.


isko lagna bahut hi simple hota hai or ise  meta ke andar hi lagana hota hai.

0 comments:

Post a Comment